Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jab lachariya aur bewashiya in masumo ki aankho m

Jab lachariya aur bewashiya in
 masumo ki aankho mai hoti h,
tab pta chalta h ki paise ki aihmiyat kya h...

Jab bachche bhukh se tadp k
til-til mar rhe hote h,
toh pta chalta h ki bhojan ki aihmiyat kya h...

Jab ye nanhe kadam sdak
 k bicho-bich bhatk rhe hote h,
tab pta chalta h ghar k chhatt ki chaav
 ki aihmiyat kya h...

Jab in bachcho k sar pr kisi
 apno k hath nhi hote h,
toh pta chalta h ki maa-baap ki aihmiyat kya h...

Jab inki shav sdak k kinare
lawaarish pdi hoti h,
toh pta chalta h ki jivan ki aihmiyat kya h... #aihmiyat