Waqt k saath hum bade hogye, Zindagi ki is safar ko teh karne mein ghar peeche reh gyaa.. par wo dining hall k kisse, der raat tak aapke kaam se aane ka intzar karna ,,aapki gaadi ki horn sunkar sidhiyon se daud jaana .. aapka kuch na kehkar narazgi jatana , humari shoq aur zarurte pure krte rhna.. ye sab cheezo ne itna toh samjha diya ki Maa toh janam deti hai par baap toh janam k baad ka kismat likh deta hai. #FathersDay #Stories #NojotoHindi I love You PaPa ❤