Yeh saal gazab tha, Kitno ke apno ko liya kitno ko naye apne diya, Koi graduate huwa koi drop out huwa, Kisi ka biyaah huwa kisi ka dil toota, Kisi ko saathi mila kisi ka Saathi chootha, Kuch bhi kaho yeh saal gazab tha. Jo bhi tha jaisa bhi tha Yeh pichla saal 2020 gazab tha. जो भी था, जैसा भी था... #जैसाभीथा #collab #yqdidi #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Didi