Manzile tayy hoti hai shayad Isliye haathon ki lakire kabhi badalti nahi, Chahe sab kuch paa lo zindagi me Pr Khuda ke aage kisiki chalti nahi, Hum kon hai, accha bura tayy karne wale Jo sabka bhala chahe uski kuch baate kabhi samajhti nahi.... Pukar lo sau dafa chahe usko Haqq se zada kisiko milti nahi, Yeh zindagi hai janab, Kuch chang jawabon se sulajhti nahi... Maktub (everything is predestined) 😇 #yqbaba #yqdidi #maktub #shayari