Sawar raha hoon mein Aksar badalon se hokar Boondh boondh baras raha hoon main Aaj sawar raha hoon main Kuch ghum hai nisaan mere Kuch khawhish adhuri si hai Hai jo waqt aaj mehebaar itna Sitaron k aage nayi duniya basa raha hoon main Aaj sawar raha hoon main Anjanon ki nagri mein Begaano ki basti mein Ek naya karwaan likh raha hoon main Aaj sawar raha hoon main Kal ki kisko khabar Aaj ka kisko pata Is pal ko ek sama bana raha hoon main Aaj sawar raha hoon main #Sawar_raha_hoon_main