Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kuch baatein hai jo tumse karni hai, par usse pehl

Kuch baatein hai jo tumse karni hai, par usse pehle tumhari aur meri baat hosake iss layak banalun khudko...... 
Vo baatein jinka jawab abhi adhura saa lagta hai..... 
Vo baatein jinke milne par khwab pura saa lagta hai..... 
Par usse pehle tumhari aur meri baat hosake iss layak banalun khudko..... 
Kya tum yeh sochti ho ki mujhse pyaar karna tumhari galati thi!? 
Kya tum yeh maanti ho ki main tumhare bagair reh paunga!? 
Kya tum kabhi laut kar aaogi mere pass!? 
Kya, kya in sawalon ka jawab kabhi de paogi!? 
Yeh sab sawal tumhe qayamat ki roj puchunga usse pehle khudko iss qabil toh banalun ki tumse sawal karne ki, tumse apna pyaar chupane ke layak banalun khudko..... #Dhoka #Dil #baarish #pyar #ektarfapyar #zakhirkhan #love #sawal #jawab #you #me #situation #nojotohindi #nojotopoetry #nojotoenglish