Nojoto: Largest Storytelling Platform

Girl quotes in Hindi baand karnay doo mujhai in

Girl quotes in Hindi   baand karnay doo mujhai in akho ko
ab zindagi mai kuch nhi hai
kaye raaz hai in akho mai 
isnay wafa ko bewafa hotay dekha hai 
isnay izat do baypardaa hotay 
dekhaa hai 
or barish nay iska kaye raaj chupaya hai 
ratoo kaa intzaar kitna kiya hai 
din k ujalay mai
yah takya sai pucho 
abb bahhot huaa 
in akho mai sirf dard or daar bacha hai 
baand karnay doo 
mujhai ab inn akho ko
shyad aab sonay ka waqt aya hai

©Red ink #akhay #tears #Broken #deepsleep #LetItGo
Girl quotes in Hindi   baand karnay doo mujhai in akho ko
ab zindagi mai kuch nhi hai
kaye raaz hai in akho mai 
isnay wafa ko bewafa hotay dekha hai 
isnay izat do baypardaa hotay 
dekhaa hai 
or barish nay iska kaye raaj chupaya hai 
ratoo kaa intzaar kitna kiya hai 
din k ujalay mai
yah takya sai pucho 
abb bahhot huaa 
in akho mai sirf dard or daar bacha hai 
baand karnay doo 
mujhai ab inn akho ko
shyad aab sonay ka waqt aya hai

©Red ink #akhay #tears #Broken #deepsleep #LetItGo
umanair6171

Red ink

New Creator