Nojoto: Largest Storytelling Platform

Door se dekha toh, kisi ke saath ja raha tha woh.

Door se dekha toh,
kisi ke saath ja raha tha woh.
awaaz aa rahi thi jaise,
gunguna raha tha woh.
Masti me chalta aise,
jaise itraa raha tha woh.
nazdeek pahochne par toh,
tasweer hi badal gayi.
na chaahte hue bhi,
aankhein machal gayi.
akela hi tha woh uss din,
ladkhada raha tha woh.
woh ro raha tha uss din,
ghabra raha tha woh.
door se na pehchana,
woh kaun shaks tha,
kohra ghana tha 
mausam uss din,
baad me pata chala ki 
woh hamara hi aks tha. Door se dekha toh kisi ke saath ja raha tha woh
Door se dekha toh,
kisi ke saath ja raha tha woh.
awaaz aa rahi thi jaise,
gunguna raha tha woh.
Masti me chalta aise,
jaise itraa raha tha woh.
nazdeek pahochne par toh,
tasweer hi badal gayi.
na chaahte hue bhi,
aankhein machal gayi.
akela hi tha woh uss din,
ladkhada raha tha woh.
woh ro raha tha uss din,
ghabra raha tha woh.
door se na pehchana,
woh kaun shaks tha,
kohra ghana tha 
mausam uss din,
baad me pata chala ki 
woh hamara hi aks tha. Door se dekha toh kisi ke saath ja raha tha woh