Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yaha har koi haarna nahi chahta, par jeet na chaht

Yaha har koi haarna nahi chahta, par jeet na chahta hai,
 Har Koi samjhna nahi chahta, par samjhana chahta hai,
Har koi Rehna nahi chahta, par badnaam karna chahta hai,
Har koi suna nahi chahta, par bohot kuch sunana chahta hai,
Har koi sach dekna nahi chahta, par dikhawa karna chahta hai,
Har koi apni chavi aaine mai dekhna nahi chahta, par dusro ko aukaat dikhana chahta hai,
Yeh kalyug hai bhai, yaha bas gire hue ko girana aata hai...
 Aaina dekhna bhi zaroori hai...

divyajain9535

Divya Jain

New Creator

Aaina dekhna bhi zaroori hai...