Nojoto: Largest Storytelling Platform

watan par shahid huye jo log wo sare nam kaha h,,,

watan par shahid huye jo log wo sare nam kaha h,,,,,,,

kar gaye jo khud ko Kurban wo sare nam kaha h,,,,,,,,,

kisi ne khud ko fansi par latkaya h,

kisi ne jakhmo ko or mout ko gale lagaya h,

kisi ne angrejo ke hath na aane ka wada nibhaya h,

kisi ne khud ko goli mar agrejo se Raz chhupaya h,

wo balidani h kaha mujhe itna bata do,

Unke nam unke kam mujhe bhi tum suna do,

wo lukho ki ginti me shahid jo huye h,

unse hame milna h unka pata bata do,

mai bhi ho jau kurban aisa itihas suna do,

kin kitabo me chhupe h wo sare jaghe ko bata do,

desh ke nam par shahid jo huye,

Unke liye kuchh bana do.
ek teohar matam wala apne desh me bhi laa do,,,,,

bolo sab ko or sabko unke nam batala do,

kya kya kiye inho ne kam inke kam sab ko ginwa do....

bolo inse ye apas me ladna band kare....

desh ke bahar jo dusham h milkar unse aao jang kare,,,,

mera bhi waqt aayega mai bhi shahid keh lauga,,,,

khusnasib ho jauga jb desh pe kurban ho jauga.......

poet vishal saxena