importance of happiness
akser ye khyal Dil me yu aa Jaya
krta hai,
ki dukh ke smay ye jkham kyo nahi bhar Jaya krta hai.
khte hai ki vishwas pr ye duniya kayam ho Jaya karti hai
lekin phir bhi pta nahi kyo ye duniya tuta hua Rasta hi dikhaya karti hai.
itni mehnat ke baad bhi ye manjil you aasan nahi ban Jaya karti hai,
udaan me hoshlo ki kami hai tbhi to ye Zindagi nirash ho Jaya karti hai.