Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek sunsan si gali mein ek jadoogar aya. Doondh rha

Ek sunsan si gali mein ek jadoogar aya.
Doondh rha tha kisi ko ,jo hath tham rasta btaye usko.
koi mila jisne gulmohar ki Pankhuri btaya khud ko.
Bs fir kya,hath pakad jadoogar ne ,sath chlke mujhe gulmohar ka fool toto gulmohar ka ped bnaya khud ko.
Mai fool hu ek mausam mein jhad jaungi,sayad tumhe wo sath nhi de paungi,jo tumhe rasta dikhaye ye btaya maine usko.
Usne bhi bol diya ,jadoogar hu,m wo gulmohar nhi jo ,toofaan mein hil jaye ,sardi mein sookh jaye,
hamesha rhaunga hara bhara ,aur sambhalunga tumko.
Fool ne bhi kh diya thik ,agar aisa h, hr mausam bhini bhini khusboo se mehkaungi tumko.
sath safar shuru kiya, chal diye dono
chlte chlte kyi toofaan mile hila diya dono ko,
kabhi wajha ek dusre ko samajhte us nuksaan ki ,
to kabhi galti btate bhagwaan ki.
par kabhi alag nhi hue, kuqi manzil ek thi,
andhi mein sambhal liya ek doosre ko.
jadoogar chahta tha,fool ko sari duniya dekhe,
to gulmohar ne kha mujhko,thoda aur mehkna sikhao khud ko.
fool thodi murjhai aur sochne lagi sayaf mai gulmohar ko acche se n mehka pai.
gulmohar ne kha yoon na murjhao khud ko,m thoda bada ho rha hu, isiliye kha thoda aur mehkne ko.
phir se dono chlne lge,manzil pr phauchne ko.
thodi lambi thi wo rah,to gulmohar ne kha fool se
jaan kyu na itne tum ye duniya dekho
fool muskurai aur boli ye duniya tumhi dekho,
tum hi mere liye itne bde ho ,ki meri duniya hi tum ho.
Nhi khti ki is poori duniya mein khusbu failaungi ,pr krti hu vada tumhare ek ek pate ko mehkaungi.
jadoogar bhi ab yhi bs gya khud ki prem khani ko dekhne 
ke liye ,
aur krta rha dua ki kayanaat bhi manzil tak unhe jarror pahunchayegi.🙃

©Dipti Duhan gulmohar ki pankhuri

#premkahani

diptiduhan2670

Dipti Duhan

New Creator