Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Pankha nhi he mere phir bhi asmaan me

#OpenPoetry  Pankha nhi he mere phir bhi asmaan me uddne ka hunar rkhati hu.
Apne Pankho ko fhelake Chand thaak ko pane ka daam rkhati hu.
Hosloki uddan meri kitno ko niche girte payegi.
Apno ne hi katre he Pankha mere ye Kise sunayegi . 
Roke chahe jamana rah meri
 Mera hosla tod nhi payege.
Pankha nhi he ab mere phir  bhi mujhe uddne se rook nhi payege. 
. #OpenPoetry#nojoto#uddan

kiranbisht4141

kbkiranbisht

New Creator