Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bachpan ka pyar (part-5) Ye sun k mann ghabra sa

Bachpan ka pyar
(part-5)

Ye sun k mann ghabra sa gaya,
Dil manao tut sa gaya, 
Pairo (पैरों)  tale jamin na raha, 😔

Iss sadme se bahar nikalta hi ki ussne puch liya :
"tum kisi ko nahi pasand karte?"
Pata nahi uss waqt mujhe hua kya tha,
Ye suun ne k baad, ki wo kisi or ko pasand karti h, mann kar raha tha usse dil ka haal suna duu,
Kitni mohabbat h uss se bata duu
Maine bina kuch soche-samjhe bol diya "haan"
Wo thori, maush, ghabrai hue awaj m boli:
"Naam kya h usska zara hame v batao? ,
Rahti kahan h? Ghar ka pata to bato? "

-Arnab banerjee

To know the answer of the boy, msg/DM/comment me✍️ #BachpanKaPyar5#arnab