Nojoto: Largest Storytelling Platform

#5LinePoetry Sone ki tarha chamakta samandar Ek c

#5LinePoetry Sone ki tarha chamakta 
samandar
Ek chhoti si kutiya aangan mein 
ek khaali kursi
Ek pedh ka saaya aur khula 
aasmaan sar par
Kya manzar hai kya khamoshi hai
 kitna sukoon hoga wahaan
Kaho kaun kaun chalna chahega
hamare saath iss khwaabon ke
nagar

©Dharam Paaji harfan( fftfbs) khwaabon ka nagar

#5LinePoetry
#5LinePoetry Sone ki tarha chamakta 
samandar
Ek chhoti si kutiya aangan mein 
ek khaali kursi
Ek pedh ka saaya aur khula 
aasmaan sar par
Kya manzar hai kya khamoshi hai
 kitna sukoon hoga wahaan
Kaho kaun kaun chalna chahega
hamare saath iss khwaabon ke
nagar

©Dharam Paaji harfan( fftfbs) khwaabon ka nagar

#5LinePoetry