Baly sari duniya sath chod dai Tum na sath chodna baba Mai tang aa k Kisi ka gar jo chod avu Tum maira hath thamna baba Tum na sath chodna baba Hamesha mai he glat nahi hoti Kab tak mai zulm sheti rahu Mujy fir sai vaps bayjny ki zid na karna Kabi mairi tarf sai b bolaba tum baba Tum kabi maira sath na chodna baba Maa tuo kheati hai Ki itna tuo hota rehta hai Itna batt ko nahi badana Tum maa ki thra na batt Karna baba Iss sai acha hai Ki muj ko zinda he dafna Doo baba Magr tum sath na chodna baba Balaye sari duniya sath Chodea Tum na sath chodna baba ♥෴꧁๒_๒_ฬгเtєร꧂෴♥ Swati Dixit