Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kabhi dekha tha mohabbat ka dariya jin ankhon mein

Kabhi dekha tha mohabbat
ka dariya jin ankhon mein
unhein ankhon mein nafrat
dekhne se mujhe dar lagta
hai.... 
kabhi thama tha jin hathon
ko mohabbat se ab unhi
hathon se chot kahane se
mujhe dar lagta hai.... 
tamaam shaher ghoom kar bhi
mai laut ata hoon tere pass
  mujhe teri be rukhi bhare lahje
se darr lagta hai... 
kabhi soncha he nahi tha hum
ne zindagi ko tere bagair 
par tujhe khone ke tasawor se
bhi mujhe dar lagta hai... 
door na ho jaye kahein tu mujh
se zindagi ki shaam hote hote 
bass isi dard bhari siyah tanha
raat ke andher se mujhe darr lagta hai...

©Neha...✍ #mujhedarrlagtahai

#OneSeason
Kabhi dekha tha mohabbat
ka dariya jin ankhon mein
unhein ankhon mein nafrat
dekhne se mujhe dar lagta
hai.... 
kabhi thama tha jin hathon
ko mohabbat se ab unhi
hathon se chot kahane se
mujhe dar lagta hai.... 
tamaam shaher ghoom kar bhi
mai laut ata hoon tere pass
  mujhe teri be rukhi bhare lahje
se darr lagta hai... 
kabhi soncha he nahi tha hum
ne zindagi ko tere bagair 
par tujhe khone ke tasawor se
bhi mujhe dar lagta hai... 
door na ho jaye kahein tu mujh
se zindagi ki shaam hote hote 
bass isi dard bhari siyah tanha
raat ke andher se mujhe darr lagta hai...

©Neha...✍ #mujhedarrlagtahai

#OneSeason
asraathetquadri2422

Neha

New Creator