Ruhani baato wali ab zingani nahi Suraakh sa hai man me koi pani nahi Nae raste badi hi khubsurati se bulate hai mujhe Par Har baar kya sahi kya hai galat samjhta rahu, Mai vo "JAANI" nahi.. Sahi hoga naa jaano tum kaisa hoga kal tumara aur kaisa tha bita hua pal humara Bas aaj hi zindagi hath me bachi h kya ye kaafi nahi? Waqt hai kaafi sochne ka ye bhi keh nahi sakta Par sath ki thaan li to dono ne to aur kuch baaki nahi Jo tum ab apno me aate ho to ye jaan lo Hume itni si baat mu zabaani batlaani aati hi nahi.. #Aurtumkehtihohumkuchbatatenahi..