Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Har lambhe main har bat hain , phir b

#OpenPoetry  Har lambhe main har bat hain ,
phir bhi woh bat nhi .
Ye safar itna tanha akela kyu hain ,
Kyu un guzre zamano ke sathiyo ka sath nhi.
In kato aur pathreeli sadko par ,
Kyu unka hatho main hath nhi.
Din ke ujale ke bad ane wali ye woh sukoon bhari rat nhi .
Aj har lamhe main bat hain phir nhi woh bat nhi....

Zindgi mukambal(complete) si lagti hain ,
Phir kyu mukambal ehesas nhi ,
Jinki najdeekiyo se dil ko sukoon milta hain kyu woh log woh sakhs pass nhi.
Zamana keheta hain meri jaisi zindgi bade naseeb wali ko milti hain ,
Phir beet te lamho main mere liye koi lamha kyu khas nhi .
Aj garamiyo ki un bewakt baarisho main bhi woh ehesas nhi .
Aj har lambhe main har bat hain phir bhi woh bat nhi.......
                                By:-kapil Krishna yadav #OpenPoetry