Ye ghr wale v kitne aajiba hote hai yaar 🙄 kaal mai subhe se saam tak ghr par ruk geya toh family bale bolne lage jaa beta bahar se ghum aa..😉 or Aaj jaab dost k saath thoda rukh geya thaa toh bol rehe hai essko ghumne ne ke alawaa or kuch kaam nahi h 🤨🤨 karin toh Karain kyy......🤔🤔 #middleclassfamily