Nojoto: Largest Storytelling Platform

tumne kaha tha hum ek hai apane barabar kardo na..

bas yuhi ek hai ek hai keh kar kaha zindagi chalti hai..
kabhi tum bhi sar daba do mera yh bhi kami khalti hai..
jab mai office jaati hu tum bhi ghar ko sawardo na..
tumne kaha tha hum ek hai toh apne barabar kardo na..
mat karo wade janmo ke, is waqt khushi ke pal dona..
jab bazaro se nazar hate toh is makan ko ghar bhi kar dona..
Aao pas betho kuch baate karre..
kabhi dil ke zakham bhi bhar dona..
Q yh bhi kehana padhta hai tum meri saanso ko samjhona...
tumne kaha tha hum ek hai toh apane barabar kardo na... tum bhi kabhi..!!

pinkybisht3463

Pinky Bisht

New Creator

tum bhi kabhi..!!