Tumne thodi si bhi insaniyat dikhaii kya Woh maa ke aansu woh behn bhi royi Parr tumko thodi si bhi taras aayi kyaa Logo ka khoon bhaa tune inkaar kar diya Woh marra hua insaan tha tune usko bhi ab sharmsaar kr diya............ Na dafnane ko zameen di Woh case ko bhi mnna kiya Usne bss dafnane ko mangi thi zameen tumse Tumne usko bhi thukra diya Ae Sarkar (BJP) Yeh tunne kya kiya 🖤 shameful moment for our country🖤