shayad meri mohabbat ke kabil nahi tha woh, sabki ki badi perwaah kerta tha, itna bhi sangdil nahi tha woh, ager mujh mei kuch kamiyaan thi to kuch achhaiyaan bhi thi, pr patani kyun........ meri bas kamiyaan hi ginna kerta tha woh. ©Neema Pawal meri kamiyaan#shayad #shayad