Chaar akshar ka pyaar tha Chaar akshar ka yaar tha Wo bass yaar tha Par Mera wo pyaar tha Chaar hafto me hi khoo gaya Ektarfa hi tha par shiddat ka ho gaya Awaaz, andaaz, mizaaz, har wo baat Mere din raat sab usi ka ho gaya Bada sukoon ka sama rehta hai Dimag nahi dhadkane baat krti hai Ankho se ankhon me tha wo chaar akshar ka pyaar #chaaraksharkapyaar