Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yaad hai mujhko vo din meri galatiyon ka bomb mein

Yaad hai mujhko vo din meri galatiyon ka bomb mein tere naam phod diya karta thha, aur tu thha ki meri har galati se apna naam jod diya karta thha.
Waqt zarur badal gaya hai, hum bade zarur ho gaye hai, lekin mein aaj bhi agar shararton mein pakda gaya, to tera naam jod dunga.. Aur beta iss baar bachke rehna,, kyunki iss baar bachpan wala bomb nahi... Seedha atomic tere sar par chod dunga.
🙂

©Azeem Khan #brothersday #in #India #world

azeemkhan4470

Azeem Khan

New Creator