Nojoto: Largest Storytelling Platform

Part-1 Ha aisa nhi ki paisa ho to koi problem nhi

Part-1
Ha aisa nhi ki paisa ho to koi problem nhi hogi problems to fir bi hogi.
Par jiske pass paisa ho to aisi koi problem nhi jo solve na ho. 
Or baki ka pta nhi par middle class families me 90% problem hi paise na hone se.
To jo khete hai ki khusi, nind, sakoon etc khrid nhi sakte to beta kabi middle class family me reh ke papa ya apne bacho ke sath market jate hue kisi shop pe manpasand chije dekh ke muh pher lena tab pta chalta ki khusi, sakoon to beta daily bikta hai bas hume hi usse kharidne ka budget nhi hota 
Aur aksar hamne apne bado se apne bacho ko yahi suna yahi sunaya ki jitna apne pass ho usi me khus rehna sikho khusi se bhadkar kuch nhi hota aur lalach ki koi limit nhi hoti ha ab isko ethic keh sakte hai ki lalach to nhi karna chaiye. Part 2.......

©Ajay Bhagal #happiness 
#life_style 
#workforlife 
#khushi 

#Light

ajaybhagal9284

Ajay Bhagal

New Creator