On the occasion of Ganesh Chaturthi jo mil jaaye antar aatma mein Usko dil mein rakhke pooja karo Mandir mein diya jagao Apne dil ko pavitar banao Bhagwan toh fir bhi khush hai Par tumhari naadaniyo jo hazaron ki jaan Aur Bapoa ko tukdo mwin baant rahi hai Chahe Bhavya bapoa ghar le aayo bhagwan khush hokar bhi naakhush hai Samjo iss baat ko ae naadano Yeh kaiso tume reet chalayi Har taraf bappa ki bikrri ki boli lagayi Aree mann ke agar jhanko Bappa tumhare Paas hain Un ko mat tarasho inn Zehar se bani murtiyon mein Tere ghar toh pehle se hi bapoa ka vaas hai...... #GaneshChaturthi...Humble Request..plz share how much u can..Ur one share Can save several lives.....