Zehen mein mere, Inn Kaale Ghataon ki tarah Ek Kaala Saya hai, Kabhi lagta Apna toh kabhi lagta Paraya hai, Tere jaate hi chala aata hai, Tere aate hi chala jata hai, Yeh jaane Kya dikhana chahta hai, Na Jane Kya samjhana chahta hai, Jab kab bhi yeh hata hai, Tera deedar Nazar aaya hai. -Sumit Singh© The Darkness Within...