Kalam kalam se kah rahi hai har panna dard chupata hai ro rahi syahi ki boonde fir bhi Anand muskurata hai Ro rokar aansoo ka hal dard se aankhe ho gayi behal mai likhne baitha kuch aur hi mera dard kya kya likh jata hai fir bhi Anand muskurata hai.. - APT Anand muskurata hai