aaj fir khyaal aaya uska chupke se dil poochh aaya haal uska Aur dil bata raha hai mera woh to bhool gyi hai chehra bhi tumhara fir kyu yaad kar rahe ho tum chehra uska Aur dekha khuss bohot thi woh kisi aur ke sath jo hath kal tak tumhara tha Aaj koi aur pakde khada tha hath uska Aaj koi aur pakde khada tha hath uska ©RamArora aaj fir khyal aaya uska #Books