Nojoto: Largest Storytelling Platform

khamosh zarro ko dekhkar aksar dil me ye khayal aa

khamosh zarro ko dekhkar aksar dil me ye khayal aata hai
ki es khamoshi me na jaane kitne hi gamo ka sanaata hai
Har taraf berukhi si tanhai aise lagti hai jaise abhi koi toofan ka aane wala khatra kisi par mandrata hai
chup si nogah hai es khamosh zarre ki jahan har taraf bas na koi ya se guzar pata hai

©writer M.A.C. #khamosh zarre