Tumara wo door se mujhe dekhna Aankoon hi aankoon mein baatein karna, Bin shabdo ke bhi Dil ki saari baatein beyaan kar jaata hain. Mera tumhe dekhte hi sarma jaana Saari duniya se chupane wali, Har bachpane ka tumare samne izhaar ho jaana Akhir kis aur zindagi le jaana chahta hain. jab do log ajnabi hokar bhi ek hote hain💖💖