Hann bohot narazgi hai tujhse.. kyuinki tu har baat sunta ta hai par samne aake kabhi kuchh bolta hi nehi.., Sabse niswarth pyar tu hi ta karta hai par kabhi aake jatata hi nehi ..., Jab bhi tutke bikhar jati huin firse sambhal ne ki himmat ta deta hai .. par paas aake gole laga ke anshu kabhi pochhta hi nhi..., Sob kuchh janta hai tu fir v kuchh na janta jaisa nautanki teri abhi tak geyii nhi... Hann bohot narazgi hai tujhse .... khyuin ki lakh pukar ne par bhi tu kabhi milne aaya hi nehi .. ©Princi Priya # Bohot narazgi hai tujhse kyuinki tu kabhi milne aaya hi nhi..