sajde me tumko manga kiya karta tha, tumko har lamha yaad kiya karta tha, par ye kaisa mod aa gaya, sajde me tumse dur Jane ki baat karte hai, har pal ab tumhe bhul jane ki baat kiya karte hai.... ©dear one #itna asan Nahi tumhe bhulna