Guru Wahi Hai jo paras pathar ban shishy ko sona banatata hai bina thake ,bina ruke anvarat karm marg par chalna shikhata hai sahas ,himmat, sachhai ,achhai aur neki ka path padhata hai aasmaan sa vishal dharti sum sahansheel pavan sa shital jal sa nirmal aur kya kahun shabd nisabd ho jate hain guru bakhan ko sabdon me badhane me kalam,aur kagaz kam pad jate hain poem on guru #Guru#nojotopoem#nojotohindi