Nojoto: Largest Storytelling Platform

kabhi kabhi hum sab fas jaate hai ki dil ki sune

kabhi kabhi hum sab fas jaate hai 
ki dil ki sune yaa dimag ki , 
to yaad rakhna humesha dil ki sunni  hai
 to 
kabhi dimag ki sun kar dekh na
to samajh aaega ki dil se  jyada Samajhdar dimag hi 
hota hai ,jo  kitna bhi uljhan  kyun na aa jaye, 
phir bhi vah apna
rasta dhun hi  leta  hai.

©Jyoti Gupta
  #dil aur dimag ki uljhane
jyotijupta8767

Jyoti Gupta

New Creator
streak icon25

#Dil aur dimag ki uljhane

135 Views