Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kitabon k nashey me Duba hai Insaan, Phir bhi , pd

Kitabon k nashey me Duba hai Insaan,
Phir bhi , pdh likh nhi paya hai Insaan,

Chal pdha hai khudi kamyabi k lye,
Dhundne Nikla hai khudki azaadi k lye,

Hai irada uska Paa lega ISS Jahan Ko,
Hai irada uska jee lega ISS Jahan Ko,

Bhul Chuka hai un zindagi k niyamo Ko,
Todh Chuka hai khudke diye hue vachano Ko,

Khudki kamyabi k lye dooba rha hai is Jahan Ko,
Khudki abaadi k liye Mita rha hai ISS Jahan Ko,

Hai irada uska sbkuch paney ka ,
Hai irada uska ISS Jahan Ko paney ka,

Doob gya hai is nashey Mai wo kch is tarah,
Bhul Chuka hai wo qaeday -e- niyamo Ko 
Kuch is tarah .

Krdya barbaad ye Jahan is nashey me,
Jse krlega khudko abaad is zindagi k falsafey me.
 #Nojoto #RandomThoughtOnWorldPoetryDay