Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main lajawab hu... Ha main kehti hu khud se Ki m

Main lajawab hu...

Ha main kehti hu khud se 
Ki main lajawab hu....
Is duniya ki bheed me na dabne wali 
Main ek buland awaz hu
Ha main lajawab hu

Kyu aaku main khud ko duniya ki nazro se
(Kyuki main janti hu.) 
Ek muthi me bnd ho kr bhi main behisaab hu
Ha  main Kehti hu khud se main lajawab hu

Sbke samne ho kr bhi 
Unkahi, unsuni -2 , main ek khuli kitaab hu
Ha kehti hu khud se ki main lajawab hu

Apne sapno ke aasman ko chhune wali
Buland hoslo ki main udaan hu..
Ha kehti hu khud se main lajawab hu

#preetkisyahi #dilsediltak  @Kuch_Unkahi #empowerwomen #strongwomen #Loving #caring #ambitious #flyforsky
#girl  Poonam Romaisa Haimi Kumari Indu Aradhana Kumari

preetsharma3701

Preet Sharma

New Creator