Nojoto: Largest Storytelling Platform

suno na.. kabhi dur jana pade, ek baar rok lene ki

suno na..
kabhi dur jana pade,
ek baar rok lene ki koshish karoge kya 
kabhi vakt na ho mere pass,
 khud milne aaoge kya 

Suno na..
kisi roj khamosh ho jau,
khamoshi samjh paoge kya
kabhi rooth jau to 
manane aaoge kya..

Suno na..
kabhi vakt sath na de to,
sath dene aaoge kya 
kabhi zindagi bhikhar rahi hogi,
sambhalne aaoge kya 

Suno na..
kabhi hauslan kam pad raha ho,
hath thamne aaoge kya 
kabhi koi zaruri faisle lene ho,
salah de paoge kya 

Suno na..
kabhi duriyaan badh rahi ho hamare bich,
use kam kar paoge kya
kabhi anjaane me koi galti ho jaye,
maaf kar paoge kya

Suno na..
mai ye sab kar sakti hu tumhare liye 
tum kar paoge kya
@ mahfil #feelings#sunonasathdepoagekya
suno na..
kabhi dur jana pade,
ek baar rok lene ki koshish karoge kya 
kabhi vakt na ho mere pass,
 khud milne aaoge kya 

Suno na..
kisi roj khamosh ho jau,
khamoshi samjh paoge kya
kabhi rooth jau to 
manane aaoge kya..

Suno na..
kabhi vakt sath na de to,
sath dene aaoge kya 
kabhi zindagi bhikhar rahi hogi,
sambhalne aaoge kya 

Suno na..
kabhi hauslan kam pad raha ho,
hath thamne aaoge kya 
kabhi koi zaruri faisle lene ho,
salah de paoge kya 

Suno na..
kabhi duriyaan badh rahi ho hamare bich,
use kam kar paoge kya
kabhi anjaane me koi galti ho jaye,
maaf kar paoge kya

Suno na..
mai ye sab kar sakti hu tumhare liye 
tum kar paoge kya
@ mahfil #feelings#sunonasathdepoagekya
mahfil2860974035964

@mahfil

New Creator