Nojoto: Largest Storytelling Platform

..hanimoon...,, hum to tumhari sunte hai chalo ha

..hanimoon...,,
hum to tumhari sunte hai 
chalo hanimoon pe chalte hai ..2,,
  ........
....1...peyari si jeevan saathi ho
hum diya 🪔 tum bati ho ,
dub sabun se nahati ho 
bahut hi  tan. ko sajati ho..,,
.......
.....hum .to tumhari sunte....ll

....2...thanda  thanda simla hai 💋
tum to meri bimla hoi
 kajal surma lagati ho 
mujhko bahut satati ho ...
   ......
.....3......kitna pyara hotel hai  
saath me ..pyara  botal hai 💋naina 
tere kajrale hai 
ghayal huye  hu bechare  hai ..
     ...
  ..........
 hum to tumhare sunte hai ...

.  ..4.. dhoondh ne kya  sardi hai 
rajaai me  ghoose jaye dono ki marji hai 
dhanyawad kare mausam ki wah kya sardi hai 

wah kya sardi hai 💋😆😆
karege ✨✨ hamara hai..3..

.........hum to tumhara  sunte hai ....ll 

follow karo dosto like share comment kare 😁😁😁😁😁

©Sushil Chaudhary
  #2023Recap # hanimoon # follow #like # comments @

2023Recap # hanimoon # follow like # comments @

2,313 Views