sach kahu tumse pyar Aaj bhi hai pr Ab kahne ka maan nahi karta jatane ka maan nahi karta sb ko btane ka maan nahi karta Haa tumse pyar aaj bhi hai bas intejar karne ka maan nahi karta soch soch ke pagal hone ka maan nahi karta pyar ka iqrar karne ka maan nahi karta sachme tumse pyaar aaj bhi hai pr Ab tumhara last seen Bar bar check krne ka maan nahi karta tumhare call ka ghanto wait karne ka Man nahi krta ©shaluuu Kasera sach kahu??