ghar Mai khusi aur daulat chahiye to betiyo ko respect do ❤✍️save baby girls 😣😠
Jisko huyi kanya wo huya dhanya Kyu firte Ho andhkar Mai yahi hai laxmi k avtar mai
Roop mai basa hai chand job viraja hai Shiv k dham
Saraswati iski awaz hai yahi brama ka raag hai
Ganga sa hai paawan mann behta hai jo shiv k dwar
Niharti hai jisko kudrat Sari yahi to hai hamari dharti pyar Ram ki sita hai ye yahi hai radha Sham.samjte hai jo murakh isko avishap yahi to hai kaali ka vaas.
✍️a6.1 nojoto nojotoh