Nojoto: Largest Storytelling Platform

Pal pal ka hisaab rakhti hun , Thodi der chain


Pal pal ka hisaab rakhti hun , 

Thodi der chain , na aaraam karti 
hun

Subha se shaam tak , intejaar karti
 hun

 Jo tum aaye , tumhara satkaar karti hun

Zindagi bhar  saath rahe tera , aisi

 dua ,  har saans me karti hun...

©Rama Goswami
  #woaurmain #no #nojato #noj#nojatoquotes #No_caption  बी एल सोनी R K Mishra " सूर्य " गुरु देव Satyajeet Roy Bazirao Ashish