teri vari varkam chalan ka mujhe dar nahi.... tere lambe se nimayo ke list se v paresaani nahi... na kisi police walo ko dekh mai U turn leta hun... nahi ,har tarah ki safety v mai use karta hun... ab to helmet v pehne laga hun... par jub v in tute fute roads ko dekhta hun, inpe bewajh hote accidents ko paper mein padhta hun... mai toda dar sa ,saham sa jata hun... pariwarwala hun saheb aur mai in rasto pe chalne se ghabrata hun... #newtrafficrules #myfear #indianroads #accidents