Can you just talk , Baaten kareeb laye baaten hi dur kar jaye Baaten apna banaye baaten hi paraya kar jaye Rishton ki mithaas bhi badhaye aur unhi ko zehar bhi kar jaye Anjaam kuch bhi ho baaten zaroori hai taki hum khud ko bhi samajh paye ©Kumar Vimal #baaten #kareeb #dur #Apna #rishton #mithaas #zeher #anjaam #kumarvimal #justtalk