Nojoto: Largest Storytelling Platform

insaan aatmhatya tabhi karta hai jab uske aas paas

insaan aatmhatya tabhi karta hai jab uske aas paas koyi bhi aesa nahi hota jiske saath wo apni taklif baat sake.
insaan sochta hai agle janam me jindagi shaayad achchhi hogi is ummid se nayi jindagi paane ki chah me is jindagi ko chhor deta hai.

©Renuka Priyadarshini
  #aatmhatya