Kuch to kami reh jati hai Jo manzil ko dur le jati hai Yun to nazar nhi ati hai Par kami hai yeh keh jati hai Kuch to kami reh jati hai Jo ye khawaishe adhuri reh jati hai Kuch to kami reh jati hai Jo rahi ko aneko raste batlati hai Kuch to kami reh jati hai.. #kami #raste #manzil