Nojoto: Largest Storytelling Platform

maine apne jeevan mai, koi maa jaisa nahi dekha. u

maine apne jeevan mai,
koi maa jaisa nahi dekha.
unki aakhon mai aashu nahi the,
phir bhi unko rote huye dekha tha.
maa roti thi lekin jahir nahi hone deti thi,
kyunki wo maa thi.
maa har roj dua karti thi,
aur kaam karti thi.
lekin wo apni taklif kisi ko nahi batatithi,
kyunki eo maa thi.
kyunki wo........ about struggle of my mother