Nojoto: Largest Storytelling Platform

Swadarshan chakra part:4 Aaj isa samay charo aur

Swadarshan 
chakra part:4
Aaj isa samay charo aur hahakar
macha hua hai to aise mein isa duniya mein sarvtra dukh,ashanti,.krodh,kam ityadi ino ne isa shrishti charo aur se gher 
liya hai to aisi duniya ko purn roop se aa 
parivartita karne hetu kisi ko to isa dhara
par avatarit hona tha so vo divya shakti jis ki urja prapt karte hi sadaiv jeevan mein khushi aa jayegi parantu maya,
ravan ne isa shrishti ko itna gher rakh hai jisse hume saidav hume kam,kroth,ankar,
irshya ka aavahan hone aaramb hone lagta hai.agar purn shrishti ko isa se bachana hai to kisi dehdhari ki isa hore se pratham swayam ko bachana hai.uske 
liye hume vishesh urja ki ati aavshyakta hai.to isa shrishti mein hume shanti lani
hai kyunki isa dhara sabse pratham shanti
ko hi purn roop se ghoom ho gayi hai.to
sabse pahle hum ushe apne pasa laye.
Hume ab yah pata karna hai ki 
kya shanti apne pasa aa shakti hai? agar yah hum ne jaan liya to humare pasa khud
ba khud shanti aa jayegi yah choti si baat hum ko janni hai.to shanti kahi par gayi nai hai.vo humare gale ka har thi aur vap
humare hi gale ka hara banegi par uske ke
liye hum ko bahut sari shanti ki avashya leni chahiye agar shanti ki yah ashim shakti ho to fhir hum jaha jayenge vaha
shanti ki yah shanti ki shakti jo humare pasa hai vo hume har kary karne mein madat karegi jisse antim samay mein 
jab vinash ka drushya dikhega to yah shanti ki amoga shanti ki shakti hi usa
samay humare kam mein aayegi.isliye shant swroop apne aapko banana hai.

©Shishir Rane
  #Swadarshan #chakra part:4