Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mujhe apni kahani ka koi kirdaar btaao mat Jaisa

Mujhe apni kahani ka  koi kirdaar btaao mat
Jaisa bhi hu zinda hu mujhe bekaar btaao mat
Bhala kon khushi se apni khwahish ko katl krta hai
Ab iske liye mujhe gunahgaar btaao mat
Maine ishq ka sabab pucha hai  meri jaan tumse
Kuch or kaho...intazaar btaao mat Kalyani Shukla